
woh nigahein nahi bhool sakta mein
kya kuch nahin tha un mein
alfaaz ki woh haqiqat nahi keh
uss ko beyaan kar sakoon
kya kuch nahin tha un mein
alfaaz ki woh haqiqat nahi keh
uss ko beyaan kar sakoon
|
aakhon sey hum-kalam they
faasley magar they darmeyaan
mein ney jo mehsoos kiya
merey beyaan sey bahar hai keh
![]() ![]() |
eik taareek kamrey mein
eik roshni key baad
chehra manzar par aa gaya
eik ujala sa chha gaya
![]() ![]() |
uss ki aakhon mein kuch sawal they
eik anjana khauf tha
jana pehchana ehsas tha
lagta tha saath mein
![]() ![]() |
barson guzarey hon hum ney
magar mein tha bad-qismat
uss ki aakhon ko na parh saka
samajh na saka zara mein uss ko
![]() ![]() |
lagta tha aisa keh
lamhon mein guzar gayee zindagi saari
magar mein wahin tha aur woh wahin
faasley ab bhi utney hi they
![]() ![]() |
bas...... tabhi kuch soch kar
apney dil ko samjha kar
apney dil ko thaam kar ....... mein agey barh gaya
Mera 1st pyar Poonam
![]() ![]() |
![]() |
|
SWAPNIL KUMAR
982113645/9833776399
swapnil8179@gmail.com
982113645/9833776399
swapnil8179@gmail.com
0 comments:
Post a Comment