• » ¢ℓι¢к « •

• » ƒ.я.ι.є.η.∂.ѕ ƒσя ℓιƒє « •

  • - Dunia Me 7 Cheezain Asan Hai Or Mushkil Bhi. 1. Dosti Karna Aasan........................Nibhana Mushkil. 2. Pyar Karna Aasan.........................Pana ...
    16 years ago

मराठी कविता....(एक संग्रह) .• » мαяαтнι ρσєм « •

• » αвσυт мє « •

Mumbai, Maharastra, India
• » ι ℓσνє мυѕι¢,ѕнαソαяι,gαzαℓѕ,ѕмѕ,ρσєтяソ &αмρ; мαкє @ ηєω ƒяιєη∂ѕ... « •

Saturday, February 14, 2009

HAPPY VALENTINE DAY

For Latest Valentines Day SMS Click Here

Once, when he was nine,
A timid little boy went to school
With a handful of heart-shaped cards
Safe in the lunchbox
His mother had packed for him.

He found in his desk
A card just for him.
It was much like the rest of them,
Gathered in a pocket,
Hanging from his desk,
But this one had no name.

He was the only one
Who had this valentine
Hidden in his desk.

He opened it,
And smiled.
For on the inside
Were but three words.

He looked up quickly,
And she looked away.
But he didn't see her.

Time passed,
But he never forgot
That little card,
With three little words.

Then, one day,
When he was not such a little boy,
He went to school
With an envelope in his lunchbox.
His mother didn't put it there
Because she didn't know about it.

But the not so little girl did,
Because the envelope was for her.
And inside it were
Three little words.

She looked up,
And he looked away
But she saw him.
Time passed,
But she never forgot
That little envelope
With those same three words.

One day, when the not so little boy
Got in the car and drove to school,
He had a letter in his pocket.
His mother didn't see the letter
Because he didn't show it to her.

And he met the not so little girl
At her locker and gave her the letter.
And inside it were many words.

But three of them
Were the same little three
They had exchanged before.

She looked up,
And he met her eyes
And turned away
And vanished into the crowd.

She looked back at the letter
And saw under those three little words
Seven numbers and a signature.

And so that night, she took out the letter
And typed in seven numbers on her phone
And asked for the not so little boy.

The next day, when the not so little girl
Was waiting for a ride to school,
The not so little boy pulled up in his car
Just like she had asked him to.

And when she got in and buckled up,
With the letter safe in her pocket,
She said those three little words
To the not so little boy.

And all the way to school,
He drove with one hand
Because the other was holding
The not so little girl's.




Happy Valentine's Day

Friday, February 13, 2009

परिन्दे .....


परिन्दे

मनुष्य नहीं होते।

धरती और आकाश
दोनों से रिश्ता रखते हैं परिन्दे।

उनकी उड़ान में है अनन्त व्योम
धरती का कोई टुकड़ा
वर्जित नहीं होता परिन्दों के लिए।

घर-आँगन, गाँव, बस्ती, शहर
किसी में भेद नहीं करते परिन्दे।

जाति, धर्म, नस्ल, सम्प्रदाय से
बहुत ऊपर होते हैं परिन्दे।

मंदिर में, मस्जिद में, चर्च और गुरुद्वारे में
कोई फ़र्क नहीं करते
जब चाहे बैठ जाते हैं उड़कर
उनकी ऊँची बुर्जियों पर बेखौफ!


कर्फ्यूग्रस्त शहर की
खौफजदा वीरान-सुनसान सड़कों, गलियों में
विचरने से भी नहीं घबराते परिन्दे।

प्रांत, देश की हदों-सरहदों से भी परे होते हैं
आकाश में उड़ते परिन्दे।
इन्हें पार करते हुए
नहीं चाहिए होती इन्हें कोई अनुमति
नहीं चाहिए होता कोई पासपोर्ट-वीज़ा।

शुक्र है-
परिन्दों ने नहीं सीखा रहना
मनुष्य की तरह धरती पर।.........


Happy Valentine Day.............


Happy Valentine Day

I love you all through February,
Not just on Valentine’s Day;
I cherish you when flowers of spring
Appear in the midst of May.

I adore you in the summer,
When the air is filled with heat;
Without you in my life each day,
I wouldn’t be complete.

I treasure you in fall,
When leaves are turning gold;
I loved you when you were younger;
I’ll love you when you’re old.

I prize you in the winter,
When colder days are here;
I love you, love you all the time,
Every minute of the year.

So I’ll give to you this Valentine,
But I want to let you know,

It’s not just today

Wednesday, February 11, 2009

Life in the Heart............Swap

Life in deserts was sandy,
Life in caves was lonely,
Life in ocean was salty,
Life in stars was resplendent,
Life in car was modern,
Life in mountains was exhilarating,
Life in Sun was brilliant,
Life in forests was mystical,
Life in shadows was enigmatic,
Life in battlefield was belligerent,
Life in pearls was exotic,
Life in office was monotonous,
Life in sky was breezy,
Life in submarine was voluptuous,
Life in trees was mischievous,
Life in roses was fragrant,
Life in grass was intoxicating,
Life in webs was silken,
Life in paradise was divine,
Life in temples was sacrosanct,
Life in gutter was abhorrent,
Life in dirt was deplorable,
Life in rain was seductive,
Life in beehives was vivacious,
Life in wine was sensuous,
Life in computers was brazen,
Life in nests was sequestering,
Life in statues was stationary,
Life in icebergs was freezing,
Life in anthills was irascible,
Life in lakes was placid,
Life in locks was invincible,
Life in photographs was still,
Life in gardens was pleasant,
Life in mousetrap was asphyxiating,
Life in fists was curled,
Life in prison was disdainful,
Life in whirlpool was spinning,
Life in theater was dramatic,
Life in art was enchanting,
Life in boats was undulating,
Life in diamonds was glittering,
Life in moon was milky,
Life in kitchen was appetizing,
Life in beauty was ravishing,
Life in titillation was enticing,
Life in fantasy was stupendous,
Life in motherslap was blissful,
Life in medicine was healing,
Life in corpse was standstill,
Life in lavatory was pathetic,
Life in seedlings was blossoming,
Life in horseback was gallivanting,
Life in snakeskin was slithering,
Life in oven was sizzling,
Life in greenery was sedative,
Life in rebellion was evoking,
Life in discrimination was appalling,
Life in benevolence was gratifying,
Life in humanity was God,
Life in cheese was tangy,
Life in achievement was exultating,
Life in ambition was propelling,
Life in eyelashes was flirtatious,
Life in palms was dependant,
Life in fashion was bombastic,
Life in recluse was esoteric,
Life in keyhole was inconspicuous,
Life in kites was exuberant,
Life in glass was reflecting,
Life in tea was rejuvenating,
Life in sheep was impeccable,
Life in rocks was jagged,
Life in chains was abominable,
Life in feathers was tickling,
Life in egotism was preposterous,
Life in dawn was brandnew,
Life in dewdrops was mesmerizing,
Life in intrigue was electrifying,
Life in eloquence was mystifying,
Life in clock was pragmatic,
Life in childhood was nostalgic,
Life in robots was mechanical,
Life in fabric was shielding,
Life in soul was stupefying,
Life in roots was entangling,
Life in chains was hedonistic,
Life in bareness was lascivious,
Life in haziness was romantic,
Life in knives was lethal,
Life in chili was piquant,
Life in swings was fascinating,
Life in lechery was insane,
Life in rhythm was celestial,
Life in pulse was frantic,
Life in lies was cowardice,
Life in superstitions was non-existent,
Life in revenge was pugnacious,

But life in the heart of your beloved; WAS; IS; AND
WILL ALWAYS BE LOVE; LOVE AND ONLY LOVE.......


Tuesday, February 10, 2009

Trust Of The Heart ..............


I met that certain someone I thought

I could trust with my heart.

I searched hard and long for a love

of romance and passion.

From the start I was swept away

with the sweetness of his voice and words.

I asked can you walk beside me

down the long and winding road?

Can you always be

devoted to only me as we walk along the way?

I heard not a answer.

Suddenly I knew you could not be trusted

with my gentle heart, nor to walk along side me,

down the long and winding road.

 


 

 
Swapnil

Friday, February 6, 2009

Sms For YOu...................

Har aahat ehsaas hamara dilwayegi,

har hawa kissa hamara sunayegi,

hum itni yaadein bhar denge,

naa chahte hue bhi aapko yaad hamari aayegi………….


Wo najdik hoto nazar uthayi nahi jaati,

yeh ishq ki aag hai lag jaati hai lagai nahi jaati………..


Gamo ki dhoop main kabhi jaana na pade,

in haseen palko ko kabhi bhigana naa pade,

bin mange he mil jaye itni khusi,

ke phir dua ke liye haath uthana naa pade……………


Kahne ko hamare pass shabad nahi hai,

aapko samjhna bhi hame aata nahi,

par dil se ek baat jarur aati hai,

apna khyal rakhiyega kyunki hamare pass aap jaisa dursa dost nahi hai……………..


Aaj kyu kisi ki yaad sone nahi deti,

iss jamane ki bandish bhi rone nahi deti,

kaise kashish hai teri jo tujhe mera,

or mujhe kisi or kaa hone nahi deti………….


Ishq mohbbat to hazaron karte hai,

gum-e-judai se wo sab darte hai,

hum to naa ishq karte hai naa mohbbat karte hai

bus aapki ek muskurahat par marte hai……………..


Koi roker juda hota hai,

koi haskar juda hota hai,

juda hone ka gum to tab hota hai,

jab koi kisi ka hoker juda hota hai………………


Yeh zindagi ek moh-maya hai,

jeevan main such kisne paya hai,

ek hum hai jo bhulate nahi aapko,

or ek aap hai jo kahte hai phir kambhakt ka msg aaya hai…………..


Aapki yaad to ek anmol phool hai,

hum aapko bhul jaaye yeh aapki bhul hai,

koi yaad hume naa kare gila nahi,

hum apno ko nahi bhulte yeh hamara asool hai………………


Khushi ka har pal ho tumahre liye,

baharo ka gulista ho tumhare liye,

kamyabi ki manzil ho tumhare liye,

bus ek pal tumhara ho hamare liye……………..


Fir ussi chand se rishta bana baithe,

fir unki sadgi se pyar kar baithe,

pathron se the talukaat hamare,

fir bhi shishe ka ghar bana baithe…………….


Haath ki lakiro par aitbaar kar lena,

bharosa hoto hadon ko paar kar lena,

khona pana to nasibo ka khel hai,

bus dil se jo pyar de usse pyar kar lena…………..


Har kadam par aapka ehsaas chahiye,

mujhe itna he aapka saath chahiye,

khuda bhi ro pade hamari judai se,

yeh rishta mujhe itna khass chahiye………………..


Aansu aankh se tere kabhi girnae naa paye,

naa koi insaan tumhe dard de jaaye,

mere hisse main khushiyaan zyada to nahi ,

par rab kare job hi ho wo tumhe mil jaye………………..


Banker lafj hum kitabo main milenge,

banker mahak hum gulabo main milenge,

wada karte hai aapse karoge jab kabhi yaad hame,

banar yaado ki chamak aapki aankho main milenge………………….


Hothon par hassi ankhon main khushi,

gum kahin naam naa ho,

yeh aane wale pal le aaye aapke liye itni khushiyaan

jinki kabhi shaam naa ho………………..


Rulane wale aakhir hume rula denge,

zahar dekar gahri neend sula denge,

phir bhi koi gum naa hoga hume,

dard to tab hoga jab aap hume bhula denge……………..


Zindagi ajeed hoti hai,

kabhi haar kabhi jeet hoti hai,

tamanna rakho samander ki gahrai ko chune ki

kyunki kinaro Se to zindagi ki shuruwat hoti hai………………


Meeti si hawa lagi abhi –abhi,

kya aapne yaad kiya abhi-abhi,

aapse kab milenge pata nahi,

phir bhi yu laga aap mil gaye abhi-abhi………………………


Khushi unhe nahi milti

jo zindagi ko apni sharto par jeete hai,

khushi to unhe milti hai jo dusro ki khushi ke liye

apni zindagi ke maayne badal dete hai…………………..


Vishwaas sacha hoto har cheez milti hai,

umeedo ki chaht se dil ki kali khilti hai,

iss duniya main sab ek jaise nahi hote,

badi mushkil se dosti aziz milti hai…………………


Likhte-2 raat guzar jayegi,

Shabdo k zariye dil ki baat nikal jayegi,

Or na kaho humse dil k zakhm dikhane ko,

Varna ankho me chupi ansuo ki barsat nikal jayegi..........


Dilo ki Daastan UNHE kahan Kabool thi,

Meri Wafayen UNKE liye Fizool thi,

Koi Aas nahi lekin Itna to bta Do,

Maine Chaha AAPKO, Kya bas Yehi Meri Bhool thi.!!..........


Thukra ke usne mujhko, kaha ki muskuraao!

Maine has diya, aakhir sawal uski khushi ka tha.

Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,

Usne khoya wo jo sirf usi ka tha..............


Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda,

Zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,

Vaada kiya sitaron ne saath dene ka,

Subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda..........


Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya,

Saathi ne jaise zeher ka jaam diya,

Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena,

Unhone hi bhool jaane ka paigaam de diya.............


Mohabbat kar ke dekhi to,

Mohabbat ko pehchana hai,

Wafa bas naam ki hai,

Bewafaai ka fasana hai.............


Kaash banane waaley ne dil sheeshey ka banaya hota,

To todne waaley ke haath mein zakham to aaya hota............


Dosti Ke Nam Pe Diwane Chale Aate Hai.

Shama Ke Piche Parwane Chale Aate Hai.

Tumhe Yad Na Aayee Khair.

Aana Meri Maut Par. Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hai.........


Yeh sach hai ki. Aa jata hai shohrat ka Asar..

Insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai..

Aur bewafa badle ya naa badle..

Waqt aane par wafadar badal jate hai...........


Har dhadkan mein ek raz hota hain,

Har baat ko batane ka ek andaz hota hai,

Jab tak thokar na lage bewafai ki,

Har kisi ko apne pyar par naz hota hai..........


Pee hai sharab har gali har mehkhane se,

Ek dosti si ho gai hai sharab ke jam se,

Gujre hai hum kuch aise mukam se

Ki nafarat si ho gai mohabbat ke naam se........


Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,

Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.

Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,

Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya…………….


"Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai

Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai

Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein

Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai."……………..


Pyar ne ye kaisa tohfa de diya

Mujhko gumo ne pathar bana diya

Teri yaadon main hi kat gayi ye umar

Kehta raha tujhe kab ka bhula diya…………..


Dil ke chhalon ko koi shayari kahe, to dard nahi hota

Takleef to tab hoti hai, Jab log wah-wah karte hain

Apne hisse ki zindagi to hum kabke jee chuke,

Ab to sirf dhadkanon ka lihaj karte hain,

Kya karen is duniya walon ka,

Jo aakhari dhadkano pe bhi aitaraz karte hain……………


Har raat diye se saja rakhi hai,

Har havva se shart laga rakhi hai,

Jane kis gali se guzre dost mera,

Har gali phoolon se saja rakhi hai………………..


Zindagi mai kuch na mila humko to kya gum hai

Aapka pyar mila humko kya ye kam hai

Aapki dil mein ek chotisi jagah jo palun

To woh jagah kya tajmahal se kam hai……………


Har taraf noor hai khusboo hai

Teri ankhon mein kaisa jadoo hai

Sari duniya hai meri jholi mein

Aur duniya meri bas tu hi tu hai…………….


Pyaar me maut se darta kaun hai,

Pyaar ho jaata hai Karta kaun hai.

Aap jaise pyar par duniya qurban,

Aur Aap puchte ho ki hum par marta kaun hai……………


Kaate Nahin Kat Te Lamhe Intezaar Ke,

Nazaren Bichaein Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke,

Dil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husne Yaar Ke,

Laya Hain Unhe Kaun Falak Se Utaar Ke...................


Phool khilte hai bahaaron ka samaa hota hai

Aise mausam mein hi to pyaar javaan hota hai

Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,

Ye fasaana to nigaahon se bayaan hota hai………………..


Apne haathon se yun chehre ko chupate kyun ho,

Mujh se sharmate ho toh yun samne aate kyun ho,

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa,

Pyaar karte ho toh phir pyaar chupate kyun ho………………






Tom & Jerry ( My Fev. Part)

FRIENDSHIP vs LOVE




SNP
i want to tell you, thank you so much
for your friendship and connection.
Always a pleasure. . .

LoVe & regards
Swapnil