• » ¢ℓι¢к « •

• » ƒ.я.ι.є.η.∂.ѕ ƒσя ℓιƒє « •

  • - Dunia Me 7 Cheezain Asan Hai Or Mushkil Bhi. 1. Dosti Karna Aasan........................Nibhana Mushkil. 2. Pyar Karna Aasan.........................Pana ...
    16 years ago

मराठी कविता....(एक संग्रह) .• » мαяαтнι ρσєм « •

• » αвσυт мє « •

Mumbai, Maharastra, India
• » ι ℓσνє мυѕι¢,ѕнαソαяι,gαzαℓѕ,ѕмѕ,ρσєтяソ &αмρ; мαкє @ ηєω ƒяιєη∂ѕ... « •

Friday, December 28, 2007

F.R.I.E.N.D.S FOR LIFE: Koi dekhe to

F.R.I.E.N.D.S FOR LIFE: Koi dekhe to

Tuesday, December 11, 2007

Koi dekhe to

Koi dekhe to humari bebasi


Dard me koi mousam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota.

Koi dekhe to humari bebasi,

Hum sabhi k ho jate hain
Par koi humara nahi hota।

( मेरे कुछ यादगार पल )

SP





Thursday, November 29, 2007

लम्हें जिन्दगी के..................

उड़ना हवा में खुल कर लेकिन ,
अपने कदमों को ज़मी से मिला कर रखना ।

छाव में माना सुकून मिलता है बहुत ,
फिर भी धूप में खुद को जला कर रखना ।

उम्रभर साथ तो रिश्ते नहीं रहते हैं ,
यादों में हर किसी को जिन्दा रखना ।

वक्त के साथ चलते-चलते , खो ना जाना ,
खुद को दुनिया से छिपा कर रखना ।

रातभर जाग कर रोना चाहो जो कभी ,
अपने चेहरे को दोस्तों से छिपा कर रखना ।

तुफानो को कब तक रोक सकोगे तुम ,
कश्ती और मांझी का याद पता रखना ।

हर कहीं जिन्दगी एक सी ही होती हैं ,
अपने ज़ख्मों को अपनो को बता कर रखना ।

मन्दिरो में ही मिलते हो भगवान जरुरी नहीं ,
हर किसी से रिश्ता बना कर रखना ।

मरना जीना बस में कहाँ है अपने ,
हर पल में जिन्दगी का लुफ्त उठाये रखना ।

दर्द कभी आखरी नहीं होता ,
अपनी आँखों में अश्को को बचा कर रखना ।

मंज़िल को पाना जरुरी भी नहीं ,
मंज़िलो से सदा फासला रखना ।

सूरज तो रोज ही आता है मगर ,
अपने दिलो में ‘ दीप ‘ को जला कर रखना ।



बस येही चाहता ह मेरे हर अच्छे दोस्तो से ................


आपका ...........

स्प

मैं दो कदम चलता ......

मैं दो कदम चलता और एक पल को रुकता मगर………..
इस एक पल जिन्दगी मुझसे चार कदम आगे बढ जाती ।
मैं फिर दो कदम चलता और एक पल को रुकता और….
जिन्दगी फिर मुझसे चार कदम आगे बढ जाती ।
युँ ही जिन्दगी को जीतता देख मैं मुस्कुराता और….
जिन्दगी मेरी मुस्कुराहट पर हैंरान होती ।
ये सिलसिला यहीं चलता रहता…..

फिर एक दिन मुझे हंसता देख एक सितारे ने पुछा……….
” तुम हार कर भी मुस्कुराते हो ! क्या तुम्हें दुख नहीं होता हार का ? “
तब मैंनें कहा…………….
मुझे पता हैं एक ऐसी सरहद आयेगी जहाँ से आगे
जिन्दगी चार कदम तो क्या एक कदम भी आगे ना बढ पायेगी,
तब जिन्दगी मेरा इन्तज़ार करेगी और मैं……
तब भी युँ ही चलता रुकता अपनी रफ्तार से अपनी धुन मैं वहाँ पहुँगा…….
एक पल रुक कर, जिन्दगी को देख कर मुस्कुराउगा……….
बीते सफर को एक नज़र देख अपने कदम फिर बढाँउगा।
ठीक उसी पल मैं जिन्दगी से जीत जाउगा………
मैं अपनी हार पर भी मुस्कुराता था और अपनी जीत पर भी……
मगर जिन्दगी अपनी जीत पर भी ना मुस्कुरा पाई थी

और अपनी हार पर भी ना रो पायेगी ।

बस तभी मैं जिन्दगी को जिन्दगी जीना सीखा जाउँगा।


यही तो है मेरे जीने का मतलब
....... बस दोस्तो येएही तो जिन्दगी है

..................

वो एक लड़की……..

वो एक लड़की……..
वो जो बातों-बातों में मूझको बदल जाती है ,
वो जो मेरे गम को पल में दूर कर जाती है ,
वो जो कभी फोन पर तो कभी मिलने आती है ,
वो जो बातों में , कविता में रगं भर जाती है ।

वो जो ख्यालों में भी मेरे , सवालों में भी मेरे ,
वो जो सबसे पास है मेरे , हमेशा साथ है मेरे ,
वो जिसे समझी भी और ना समझ पाती हूँ ,
वो जो रह रह कर मुझ को याद आती है ।

वो जो समझाती मुझे ,कभी ना समझ बन जाती है ,
वो जिससे मैं लड़खड़ाते कदमो मे भी सम्भल जाती हूँ ,
वो जिसे मैंने बताया बहुत और कुछ बताया नहीं ,
वो जिससे मैंने सीखा बहुत और कुछ सीखा नहीं ,

वो जिससे कुछ भी कहने में ड़रती नहीं मैं ,
वो जिससे बिछड़ ने से बहुत ड़रती हूँ मैं ,
वो खुद इस को पढ़लें तो समझे नहीं ,
वो मेरी सबसे अच्छी दोस्त है , हाँ वही जो अनजाने है।



पता नही कई तो है, जीसने लीये खाना पीना भूल गया हूहे..... कुछ तो करो यार


आपका ......

Wednesday, November 14, 2007

KUCH TO HAI



Sooni zindagi main hulchul
mehsus hui ,
bejaan dil ki aaj
dhadkan mehsus
hui ,
jaane kyun aaj
aisa laga ,
shayad aapki
kami mehsus hui.

Asi mobile on r
rakhya te tere sms
da intzaar kita ,
tere laryaan da etbaar kita, Asi call karan lagyaan pal u na layaa, Tusi SMS karan lagyaan nakhra
hazaar kita
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare ,
kare to qayamat
tak juda na kare ,
yeh mana ki koi
marta nahi judai mein , lekin jee
bhi to nahi pata
tanhai me

Daulat aur sohrat
sabke pas hai ,
khushiya aur ghum
sabke naseeb mein
hai ,
pyar aur nafrat
sabke dil mein hai ,
par khush-naseeb
hai hum kyonki
tum jaisa dost hamare pas hai

Heer kahe raanjhe
se ,
o sun mere
raanjhnaa !
Heer kahe raanjhe
se ,
o sun mere
raanjhnaa !
Jhuthe bartanon ko
tum ,
ragad-ragad kar
maanjhnaa !

Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab
mein , kuch khusk
paton ke siva
kuch nahin raha ,
zazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein , ab
dil mein
dharkanon ke siva
kuch nahi raha.

Chaand to nikla hai
magar yeh raat na
hai pehli si ,
yeh mulaaqaat ,na hai
pehli si ,
ranjh kuchh kum to hua aaj teray
milne se ,
yeh alag baat ke
yeh baat na hai
pehli si.

Aansuon ko bohut
samjhaya ke yun na
aya karo , mehfil
mein hamara
mazaak na udaya
karo , is par aansu bole mehfil mein
tumhe akela paate
hain isliye chale
aate hain.

Ek ajnabi se mujhe
itna pyaar kyon
hai ,
inkar karne par
chahat ka ikraar
kyon hai ,
use pana nahi meri
taqdeer mein
shayad ,
phir har mod pe
usi ka intezar kyon
hai.

Nakaam si koshish
kiya karte hain ,
hum hain ki unse
pyar kiya karte
hain ,
khuda nd takdir
me ek tuta tara nahi likha ,
aur hum hain ki
chaand ki aarzu
kiya karte hain

Sabne kaha dosti
ek dard hai ,
humne kaha dard
kabool hai ,
subne kaha is
dard ke saath jee
na paogay ,
humne kaha teri
dosti ki saath
marna kabool hai

Sitaron se agey jahan aur bhi hein , abhi mohabbat k imthan aur bhi
hein ,
tum hi nehi jalatey mere dil ko , college mein ladkiyan aur bhi
hein

Log kahtey hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi , magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai
maut nahi.

Bhool se agar koi bhool hui , to bhool samajke use bhool jana , arey bhoolnb sirf bhool ko , bhoolkar bhi hume na bhool
jana.
Swapnil Kumar.
(9433776399)

Door tak chhaye the badal,
kahi koi saya na tha,
is tarah barsat ka mausam,
pehle kabhi aaya na tha,
kya mila aakhir tujhe saaye ke piche bhaag kar,
ai mere dile nadan
kya maine tujhe samjhaya na tha.
Avinash Rai) My best friend

"Chand ko tod dunga",
"Suraj ko mod dunga",
"Tu ek bar jo ha kehde",
"Mai pehle wali chod dunga"


Ye zindagi bhi na jane kitne mod leti hai,har mod pe naye sawal deti hai,dhundate rahatehai hum jawab zindagi bhar,jawab mil jaye to sawal badal deti hai.


इश्क ने इन्सान को क्या से क्या बना दिया , किसी को पागल , किसी को दिवाना बना दिया । दो फूल का बोझा ना उठा सकती थी मुमताज , शाहजहां ने उसी पर ताजमहल बना दिया ।

मैँने प्यार किया , तुमने प्यार किया , मैँने प्यार किया , तुमने प्यार किया , हिसाब बराबर हो गया !

हमसे क्या खता हुई कि MAIL आना बन्द है , आप ही हमसे नाराज हैँ या MAIL SERVER बन्द हैँ...

आपके नखरे हमारे दिल पे यूँ bang हो गये , जैसे दो PC जुङते-जुङते hang हो गये ।

आपका हँसना , आपका चलना , आपकी वो STYLE , आपकी अदाओँ की हमने SAVE कर ली है FILE.

अपनी insult का बदला देखो कैसै लूँगा , जानेमन तेरे बाप को Shift delete कर दूँगा ।

मैँ तुम्हेँ प्यार क्यो करू , तुम नही हो ASH फिर भी तुम्हे देखकर मेरा , SYSTEM होता है crash.

तुम्हारे इंतजार मैँ बैठे-बैठे सो गया , ये देखो मेरा connection 'time out' ...

...हो गया ।

ऐसा नहीँ है जानाँ के I don't like your face , पर दिल के storage मेँ है - no more disc space !

लाखोँ होँगे निगाह मेँ कभी मुझे भी PICK करो , मेरे प्यार के ICON पे कभी तो DOUBLE-CLICK करो ।

तुम मेरे प्यार को test करना भूल गे , दिल से ऐसे cut किया के paste करना भूल गए ।

और करवओगे हमसे कितना इंतजार , हमारे दिल की site पे कभी ENTER तो मारो यार ।

आपके लिए दिल को CUT किया है , बाकी CASE मेँ तो मैँने COPY-PASTE0 किया है ।

तेरे प्यार का E-MAIL मेरे दिल को लुभाता है , पर बीच मेँ तेरे भाई का VIRUS आ जाता है ।

रोज रात को मेरे सपनोँ मेँ आती हो , मेरे प्यार को MOUSE बना के अपनी उंगलियोँ पे नचाती हो ।

Koi shikwa na karenge , na aazmayenge , tum jaha rahoge , ye dil bichayenge , hum tumhari wafa ki duniya mein to bas , pyar hi pyar lutayenge...


प्यार के फूल हर मौसम मेँ खिलते हैँ , दोस्ती के बादल हर मोसम मेँ बरसते है । हम मिलेँ या ना मिलेँ , पर याद हम आपको हर लम्हा करते है ।

दुआ करते हेँ हम सर झुकाये . ऐ दोस्त आप अपनी माजिल को पायेँ , अगर कभी तेरी राहोँ मेँ अन्धेरा आये , तो रोशनी के लिये खुदा हमको जलाये ।

Voh dosti hi kya jisme duria na ho , vo apnapan hi kya jisme ladai na ho vo dil hi kya jisme yaadein na ho , aur vo hum hi kya jisme tum hi na ho.

Sham ki tanhai me kho na jana kisi ki masti me doob na jana milengi zarur ek din ko manzil tumhe unhe pakar hum ko bhool na jana.

Nigahose jazabo ko bayan karne ko pyar ki reet kahate hai. . .isi ko to sachhi preet kahate hai. . .pyar to har koi kar lega. . .pyar to har koi kar lega jo aakhri saans tak nibhaye use Amit kahate hai. . .


Pyar woh hamko bepanah kar gaye. . .fir zindagi me hamko tanha kar gaye. . . Chahat thi unke ishq me fanna hone ki. . . Magar woh laut kar aane ko bhi mana kar gaye.


Pyar woh hamko bepanah kar gaye. . .fir zindagi me hamko tanha kar gaye. . . Chahat thi unke ishq me fanna hone ki. . . Magar woh laut kar aane ko bhi mana kar gaye.


Mehak dosti ki ishq se kam nahi hoti. . .ishq pe zindagi me doston ka. . .to zindagi jannat se kam nahi hoti.

Dil tod ke tuze kahi rahat na milegi. . . Mujh jaisi kisi aur se tuze chahat na milegi. . . Badnam hokar bhi bura nahi chahata tera. . . Dil chir ke dekh tujhe kabhi aisi mohabbat na milegi.


Sabse accha mera yaar hain : uski har ek shayari me pyar hai : aaye na agar sms uska tm mere mobile rakhna bekar hai.

आँसू की कीमत वो क्या जाने , जो हर बात पे आँसू बहाते है । आँसुओँ की कीमत उनसे पूछो , जो गम मेँ भी हँसते-मुस्कराते हैँ ।

हम तेरे प्यार मेँ ऐ यार वहाँ तक पहुँचे , जहाँ ये भूल गे हम , कि कहाँ तक पहुँचे ।

आँखोँ मे आँसू है , फिर भी लबोँ पे मुस्कान है , जीना जब हर हाल मेँ है , तो हँसने मेँ क्या नुकसान है ।

तुम्हारी इस अदा क्या जवाब दूँ , आँखोँ को तुम्हारी क्या ...

...हसीँ ख्वाब दूँ , कोई अच्छा सा फूल होता तो माली से मँगवाता , जो खुद गुलाब है उसे क्या गुलाब दूँ...

भूल से कोई भूल हुई तो , भूल समझ कर भूल जाना । अरे भूलना पर भूल भूल को , भूले से भी हमेँ ना भूलना ।

दीप जलते रहे जगमगाते रहे , हम तम्हेँ तुम हमेँ याद आते रहे , जब तक जिन्दगी है दुआ है मेरी , आप फूलोँ की तरह मुस्कुराते रहेँ ।

Sitaro ki bheed se churaya hai tujhe , dil se apna dost banaya hai tujhe , na dena kyounki ,is dil ke kisi khaas kone mein chupaya hai tujhe...!!!

Dil ki galiyon mein koi gham na ho , apni ye dosti kabhi kam na ho. Bas ye dua hai ki tum khush raho hamesha , phir chaie kal hum ho na ho.

Hum to pehle se hi aapke hai.. Kya jarurat hai aajmane ki...Yaad na kar ae dost gum nahi , par khawish na kar bhul jane ki....

Is dil ki hai 1 condition , jisme nahin kisi ko permission , sirf aap jaise dost ko hai admission , vo bhi bina donation , just maintain good re lation.

Vade pe hamare aitbaar nahi karte , hum zikr-e-dosti sare bazar nahi karte , darte hai dil aapki ruswai se aur aap sochte hai ki hum aapko yaad nahi kart.Ravi chavan .

Khamosh raat k pehlu me sitare nahi hote.... In rukhi aakho me rangin nazare na hota...Hum bhi na karte parwah agar aap hamare liye itne pyare na hota....Ravi chavan.


Aapki muskan kabi aap se na chute , aapki har dard minto me tute , maherban ho khuda itna aap pe , ki aasman se tare bhi aapki marzi se tute....


फूलो मेँ हसीँ गुलाब है ,पढाई के लिए किताब है , दुनिया मेँ हर सवार का जवाब है ,अगर कोई तुमसे मेरे बारे मे पूछे , तो कहना वो लाजवाब है ।

Pal me khafa pal me haste ho , par har ada me aap khubsurat lagte ho , hichikya dilkar kaisi uljhan badha rahe ho , yaad kar ho ki yaad aa rahe ho , Kaustubh deshpande (9975763888)

Wada karte hai dosti nibhayenge, koshish yahi rahegi, aapko nahi satayenge, jarurat pade to dil se pukar na, kisi aur ke dil me honge to bhi chale aayenge

वाह रे दिवाने तुझे सूझी है दूर की , सूरत है लंगूर सी ओर ख्वाहिश है हूर की ।

Dhalti shaam ka khula ehsaas hai , mere dil mein teri jagah kuch khaas hai... Tu nahi hai maloom hai mujhe , par dil kehta hai ae dost tu yahi mere paas hai...

Humne jab kabhi khushi mehsoos ki , har kadam pe aapki kami mehsoos ki , door rehkar bhi aapki dosti kam na ye baat humne dil se mehsoos ki.

Kar jaa kuch aisa yaari mein , ki THANKS aur beimaan lage , nibha aisi yaari ki yaaro ko tumhe chhodna mushkil aur duniya chhodna aasaan lage....

Duriya bahut hain par itna samajh lo paas reh kar bhi koi rishata khaas nahi hota , aapki dosti aisi hai ki duriyon ka ehsaas nahi hota.

Milne ki khushi , bichadne ka gam, tanha akele udaas hai hum , kaise kahen kaise hai hum , bus yun samajh lo doston ke bina adhure se hai hum...

Sabne kaha dosti ek dard hai , humne kaha dard kabul hai , sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge , humne kaha teri dosti ke saath marna kAbul hai...

Uishwas ki ek dori hai dosti , betab dil ki mazburi hai dosti...Na mano to kuch nahi , aur mano to khuda ki bhi kamzori hai dosti...!

Har duan kabul nahi hoti , har aarzoo poori nahi hoti , jinke dil mein aap jaisa dost rehta ho , unke liyen dhadkane bhi jaroori nahi hoti.

Yaad na karoge to sataenge , ruthoge to manaenge , roayge to hasaenge , dost hai hum tere saaya nahi jo andhere mein tera saath chod jayenge...

Zindagi mein hardum haste raho , hasna zindagi ki jarurat hai , zindagi ko iss andaaz mein jiyo ki aapko dekh kar , log kahe wah zindagi kitni khubsurat hai......

Jaam pe jaam pime se kya fayda , shaam ko pi subah utar jayegi. Arey do boond dosti ke pi le , zindagi saari nashe mein guzar jayegi....

Ek sapna-kisi apne se milna , ek ittefaq aapka humari zindagi mein aana , ek haqiqat -aap se dosti karna aur , ek tamanna- dosti ko zindagi bhar nibhana....

Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai , gam ke sagar mein is kadar kho gayi hai , tum kar do ek sms yeh gujarish hai meri , tumari sms ki aadat si ho gayi hai.

Dosti gunah hai toh hone dena... Dosti khuda hai toh khone na dena... Kgrte ho dosti jab kisise toh kabhi uss dost ko rone na dena....

Hamare har raaz ka jo humraaz hai , jo saaya bankar har pal hamare saath hai , hamari har khushiyo ka jo haqdar hai , tu hi to wo hamara dnst lajawab hai....

Koi aisa DOST banaya jaye , jiske aasuon ko palko mein chupaya jaye , rahe uska mera rishta kuch aisa , ki agar woh rahe udaas to humse bhi na muskuraya jaye.

Honsle dil mein me jab machalte hai , kuch naye raaste nikalte hain.. Dost ban gaye aap jab se , gam dur khade haath malte hain...

Ummido ki shama dil me mat jalana , is jahan se alag duniya mat basana , aai mood me tha to sms kar diya. Per roj intejar me palke mat bichana....

Baate karke rula na dijiyega , fasaane bana ke mita na dijiyega ! Na de saki khushi to pham hi sahi , par DOSTbana ke bhula na dijiyega !!!

Aasman se utaari hai , taaron se sajai hai , chand ki chandni se nehlai hai. Ae dost sambhal ke rakhna yeh dosti , ye dosti hamari zindagi bhar ki kamai hai.

Har zindagi ko ...
.ek kinara chahiye , har shakss ko ek sahara chahiya. Zindagi kat sake hanste -hanste isliye....DOST Tum sa ek pyaara chahiye..... ..

Pyaar karnewlo ki kismat kharab hoti hai. Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai. Waqt mile to rishto ki kitaab khol ke dekh lena , dosti har rishte se lajawab hoti hai .

Aapki dosti hume kya mili , hume zameen pd jannat mil gayi , shukra khuda ka aye dost , teri dosti hume mannat mein mil gayi !

Is hawa mein khushbon hai tumhari , is chand ki roshni mein surat hai tumshari .... Is dil se jo mar kar bhi juda na ho sake , woh dosti hai tumhari....

Aasman tumse naraaz hai , taare tumse dushwar hain. Wo sab tumse jalte hain kyounki chand se behtar tumhare paas hum jaisa yaar hai...

Kaun kehta hai judai hogi , yeh afwaah kisi dushman ne udai hogi... Shaan se rahenge dil mein tere , ltni to jagah humne bhi banai hogi..

Nishana jo le wo SURVIR , nishane pe jo lag jaye wo TIR , dil me jo utar jaye wo TASVIR , mere jaise dost ka saath mil jaye wo ACHI TAQDIR...

Kabhi dost kehte ho, kabii dua dete ho , kabhi bewaqt neend se jaga dete ho. Par jab bhi humse baatein karte ho , khuda kasam khushi se rula dete ho.........

->Meri dosti ka hisaab jo lagaoge , to meri dosti ko behisaab paoge... Paani ke bulbule si hai meri dosti , zara si thes lagi to dhundhte reh jaoge....

-> Suraj paas ho na ho , roshni aas paas rehti hai , dost paas ho na ho , dost aas paas rehti hai , waise hi aap paas ho na ho , aapki yaadein hamesha paas rehti hai !

-> Haqiqat samjho yb afsana , begana kaho ya deewana , suno is dil ka fasanb , teri dosti hai mere jeene ka bahana..

-> Rishton ki ye duniya hai niraali , sab rishton se pyaari hai dosti tumhaari. Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree , agaraa jaaye muskaan honthon pe tumahari.

-> Ret ki zarurat har registhan ko hoti hai , sitaaron ki zarurat har aasmaan ko hoti hai. Aap hamein bhool mat jana , kyounki sachche DOST ki zarurat har insaan ko hoti hai....

-> Ae dost teri dosti par naaz karte hain , har waqt milne ki fariyaad karte hain. Hume nahi pata, par gharwale batae hain ki hum neend mein bhi aapse baat karte hain.

-> Arz hai, jab dosti ki dastan waqt sunayega , humko koi shaks yaad ayega, tab bhu

->Eik hansi jo hansa de.
Eik ansoo jo rula de.
Eik arzoo jo jagga de.
Eik chaahat jo samaih le.
Ek aahat jo jaan le ussi rishtay ka naam hai DOSTI.

-> Mat mila naye dost ae khuda , yeh hume barbad karte hai , hum to sms ki bauchar karte hai , ye 50 paise ke liye bhi VICHAR Karte hai.....

-> Zaruri nahi doston mein baat hoti rahe , zaruri nahi ki doston mein mulakat hoti rahe. Zaruri hai bas dost jaha bhi rahe , use hamari yaad aati rahe

-> Dil ki hasti bikhar gai hoti , aur ruh ke zakhm bhar gaye hote , jindagi aap jaise doston ki amaanat hai , varna hum to kabke mar gaye hote....

-> Mana ki pyaar ka pehla akchar adhura hai, lekin p ko nikaal do to yaar reh jata hai, aur aap jaisa yaar ho to zindagi se bhi pyaar ho jata hai....

-> Hamein apne dil mein basaye rakhnb , hamari yadoon ke chiraag jalaye rakhna , bahut lbmba hai safar zindagi ka mere dost , ek hissa hamein bhi banaye rakhna.... Shrikant

-> Dosti kya hai?
Deewangi hai , zindagi hai , Aashiqui hai, bandagi hai , sukoon hai , dhadkan hai , Aarzoo hai , umang hai , bahar hai , khumaar hai , jadoo hai , jannat hai , lsi liye tu aur main ek saath hai....

DOSTI-kaho to do lafz , mano to bandagi , socho to gehra sagar , dubo to zindagi , karo to aasan , nibhao to mushkil , bikhre to sarb zambnb , simtay to sirf AAP.

Aasman tumse naraaz hai, taare tumse dushwaar hain . Wo sab tumse jalte hain kyounki chand se behtar tumhare paas hum jaisa yaar hai....


Dil ka ashiyana hum nahi sajate, bagho me phool hum nahi khilate , darta hai dil aap ki ruswai se , aur aap yeh sochte hai ki hum aap ko yaad nahi karte...


Waqt guzar raha tha par saase thami thi,muskuraate the par aakhon me nami thi,saath hamare ye jahan tha sara par na jaane kyon tumhari kami thi.....


Baharo ki mehfil suhani rahegi Labo par khushi ki kahani rahegi. Chamakte rahenge khushiyo ke ye sitare,,,, Agar Apke msges ki meherbani rahegi.

Saturday, November 3, 2007

Dipotsav ka aagaz Ho chuka hai Aao dosto khushiya manaye !

Dipotsav Ke Dipak
 GREEN LEAF DIYAS
 Ujwal Deep
 Adbhut Aabha : Diwali Earthen Diyas
 Shimmering Festivity
 Elegant Beauty
 Floral Touch
 Deep Jyoti
Dipotsav ka aagaz Ho chuka hai
Aao dosto khushiya manaye !
Aapka Apna
Swapnil Kumar


swapnil8179@gmail.com